Rajsthan me 1857 ki karnti
Rajsthan me 1857 ki karanti ki suruwat ajmer jile ki nashirabad chhawani se hui
1857 ki kranti ke samy rajsthan me 5 senik chhawaniya thi 1 Nashirabad 2 Nimach 3 Erinpura 4 kherwada 5 Dewali
1857 ki karanti ki suruwat 28 mai 1857 ko Nashirabad chhawani se hui yaha ke seniko ne charbi lge kartuso ka pryog karne se mna kar diya jiske chalte chhawani me widaro ho gya or chhawani ko lut liya
Nimacha chawani me 3 jun 1857 ko aandol ho gya seniko ne chawani ko aag lga di or chhwani ko lut liya
Erinputa chhawani me thakur kusal singh champawat ke netrwa me aandoln huaa
No comments:
Post a comment